Well my obsession to this poem by the maratha maestro Dilip Chitre made many a friends laugh at me.... Those were good days when people kept looking for an opportunity to pull your leg. Still i think this poem deserves a mention and so here it is..... A really thought provoking work.
Chakravyuh mein ghusne se pehle kaun tha main, aur kaisa tha
Yeh mujhe yaad hi na rahe
Chakravyuh mein ghusne ke baad
Merey our chakravuyh ke beech sirf jaan leva nikatta (nearness) thi
Is ka mujhe patha he na chaley
Chakravyuh se bahar nikalney paar main mukth ho javun baley hi.
Fir bhi chakravyuh ke rachna mei farkh hi naa padega
Marun ya maaron mara javun ya jaan se mar doon
Iska faisla kabhi na ho payega
Soya hua admi jab neend mein se utkhar chalnaa shuru karta hai
Tab saapnon ka saansar usey dubara dhek hi nahi payega
Us roshni mei,
Jo nirnay ki roshni hai
Saab kuch saaman hoga kya?
Ek paladey mei napun sakta
Dusrey paladey par paarush
Aur theek tarazu ke kaantey paar
Ardh satya
By DILIP CHITRE